
Air India ki Ahmedabad se London ja rahi flight takeoff ke baad airport ke paas crash ho gayi.
Aaj subah ek badi durghatna ghati jab Air India ki Ahmedabad se London jaane wali flight takeoff karne ke kuch hi der baad airport ke nazdeek crash ho gayi.
Eyewitnesses ke mutabik, plane ne jaise hi udaaan bhari, waise hi usmein technical problem aa gayi. Kuch hi seconds mein aircraft ne control khona shuru kar diya aur airport se thodi door ek Madical college ke pass Jake ek ped se takrati hai aur crash ho jati hai.

Flight mein total 242 log maujood the.
Flight mein total 242 log maujood the,
Jisme Indian passengers 169, Britishs 53
Canadian 1 aur purtagali citizen 9 the.
204 Passengers ki ghatna me mout ho gayi, 38 puri tarh ghayal ho gaye.
jismein passengers, captain aur crew members shamil the. Rescue teams turant site par pahunch gayi aur emergency services ne injured logon ko hospital bhejna shuru kar diya
crash ka asli reason jaane ke liye detailed investigation ki ja rahi hai.
Authorities ne kaha hai ki crash ka asli reason jaane ke liye detailed investigation ki ja rahi hai. Air India ne bhi is incident par afsos jataya hai aur affected families ke saath poori madad karne ka wada kiya hai.
Yeh incident sabhi logon ke liye ek bada shock hai, khas kar un families ke liye jinke apne is flight mein safar kar rahe the
Leave a Reply